send link to app

Rasail wa Masail -Syed Maududi app for iPhone and iPad


4.6 ( 7456 ratings )
Education Book
Developer: Akhzar Nazir
Free
Current version: 1.0, last update: 4 years ago
First release : 30 Jan 2019
App size: 27 Mb

mahnama tarjuman ul quran main moulana modudi (R.A) ne logon kay masail sunay aur un kay jawab diay, jis ko baad main kitabi soorat main shaya kia gaya jis ka nam rasail o masail hai, aap aaj bhi in sawalon ko parhain to aisa maloom hota hai keh aaj hi sawal poocha gaya aur aaj hi jawab dia gaya hai, halanke in main se bohat se sawalat 1940 kay awail main poochay gai, acha likhari hota bhi woh hai jis ki tehreer har door main jadeed maloom ho, Yehi wajah hai keh aaj bhi moulana kay in sawal o jawab kay majmooa (Rasail O Masail) ki bohat mang hai, Aaj bhi log apnay masail isi majmooa se talash kartay hain.

Aap ko URDU main searchable content na honay kay barabar milay ga, is App ki khaas baat yeh hai keh aap apni marzi ka sawal dhoond saktay hain aur yeh sab kuch urdu rasm ul khat main mojood hai.